Mosin Naqvi – In Dino

Mosin Naqvi – In Dino

In Dino Shehar Bhar Kay Rasto Mein
Jachati Hai Bala Ki Verani !
Akas Dar Akas Dasti Rehti Hai
Be Sada Ayino Ki Herani
Saray Chehro Kay Rang Phekay Hein
Sari Ankhain Ujhar Lagti Hain
Saray Din Ahato Ki Ginti Mein
Sari Ratain Paharh Lagti Hein
Bujhti Jati Hein Yaad Ki Shamain
Apni Palko Se Anson Ki Nagain
Totatay Hein Tu Dil Nahi Chunta
Jese Shakho Se Zard Ro Patay
Totatay Hein Koi Nahi Sunta
Tu Kaha Hai Kaha Nahi Hai Tu?
Bhol Ja Yaad Kiyn Nahi Ata?
Hum Se Kaya Pochna Mizaj e Hayat?
Hum Tu Bus Ek Dareda Daman Hein
Bhar Kay Khasatar e Diyar e Wafa
Lay Kay Sadio Ki Baas Phirte Hein
In Dino Shehar Bhar Kay Rasto Mein
HUm Akele Udas PHirte Hein
Ab Ye Sochain Tu Ankh Bhar Aye
IN Akele Ujar Rasto Mein
Tu Bhi Shayed Kahin Nazar Aye

Mil He Jayega Hum Ko Bhi Koi Toot Kay Chahnay Wala


Mil He Jayega Hum Ko Bhi Koi Toot Kay Chahnay Wala
Ab Shahar Ka Shahar Tu Be Wafa Nahi Ho Sakta

Gunah – Yaad Hein Hum Ko Hamare He Gunah


Hum Ne Guzre Hoye Lamho Ka Hawala Jo Diya


Hum Ne Guzre Hoye Lamho Ka Hawala Jo Diya
Huns Kay Kehne Lage Raat Gai Baat Gai............

Aysa Kerte Hein Hum Tum Pay Marte Hein


Aysa Kerte Hein Hum Tum Pay Marte Hein
Hum Ne Yon Bhi Tu Mar Jana Hai .............

BANDH-LEN HAATH PAY SENE PAY SAJA LAIN TUM KO

Baad Muddat Ke Usay Dekha Logo Parveen Shakir

Abhi to Ishq Mein Aysa Bhi Hal Hona Hai

Aankhen Bheeg Jati Hen - Wasi Shah

Be Karan Tanhayon Ka Silsila Rah Jaye Ga

Phir Se Payar Ka Dhoka Khaya Ja Sakta Tha

Phir Chehra Hawao Pay Banaye Hoye Socha

Mohabbat K Anokhay Thay Aabi Andaz Kaya Kertay

Bahar Ki Aik Nazam - Aamir Bin Ali

Aaj Yon Mousam Ne Di Jashn E Mohabbat Ki Khaber


Allah Se Karay Door Tu Taleem bhi Fitna

 
PoetryAll.com © 2013 | Powered by Blogger